Hello Friends Mai Rishikesh Mishra Hu Aur Mai Aaj Aapko bataunga Root Kya Hota Hai Aur Mobile Me Root Kaise Karte Hai Is Baare Me Jankari Dene Ja Raha Hu Dosto Mobile Me Rooot Karna Matlab OS Ke Jad Ya Internal Pole me pahuchana hota hai Root Karne Se Aap Pre-install application ,system Application Ko Change Remove Kar Sakte Hai
Root Mobile Kyu Jarruri Hota Hai
Root Karne Se Aap Apne Hisab Se Application Ko Customize Kar Sakte Hai
Rooot Karne Se Kya Faide Hote Hai
Root Hone Aap Apne Application Me Customize Kar Sakte Hai Aur Anchaha application Ko Remove Kar Sakte Hai And Ram Ki Space Bhi Bacha Sakte Hai
Root Karne Se Nuksan
Rooot Hone Ke Process Me Mobile Dead Ho Sakti Hai Aur Isse Aapki Warranty bhi Expired Ho Jati Hai
Sabhi Branded Company Root Allowed Nahi Karte Hai
Ex- Sony, Lava, Samsung .
Sabhi Branded Company Root Allowed Nahi Karte Hai
Ex- Sony, Lava, Samsung .
Android Mobile Root Kaise Karte Hai
Kingroot Application Ko Download Karne Ke Liye playstore me jaye waha kingroot application searh kare Fir download kare
Step 1. Sabse pahle is application open kare
Step 2. Ab aap dekhenge ki Rooot ka option show go raha hoga
Step 3. Ab aapko upar icon show ho raga hoga uspar click kare ab rooting start ho jayega
Step 4. Ab 100% Rooted hone ke baad kuch bhi application ko edit ya change kar sakte hai
Dosto Aapko Ye Post Kaisa Laga Aur Is Post Ko Jada Se Jada Share Kare Aur Last Me Agar Aap Chahte Hai Ki Aise hi Post Aapko Email Par Mile To Aap Mere Website ko Subscribe Kare