iske like aapko adsense ke policy ko follow karna hoga jisse aapki adsense approve ho sake
dosto jab maine adsense ke liye apply kiya tha to kam se kam 8-9 disapprove hua tha jisse mai baut disturb ho gaya tha but mujhe jidd ho gaya tha ki adsense ko appprove karke Rahunga
Reason Of Disapprove Adsense
1. Not Enough Post –
Dosto jab ham new blog bana lete hai to hame only earning dikhai deti hai
2. Copy Right Post
Hame kisi bhi website se post copy nahi karna chaiye aur apne se post write karna chahiye aur high quality post write kare ya aise topic par post write kare jo google par na ho
3. Domain
Aapko domain lena chahiye wo bhi best domain best website se buy kare jo achhi connectivty de bina domain ke aapki site par vistor nahi rahte hai free website ko dhyan me rakhkar wo chale jate hai domain buy karne se aapki site professnal ho jayegi jisse vistor aapki site par trust Karte hai
4. No Important Post
Adsense se apply se pahle aap achhe 10-15 post write Kare wo bhi keyword ko use karke jisse aapki site par traffic bhi aaye aur Search engine me badhiya respondse milta hai
5. Traffic
Dosto jab aap achhe post apne website par rakhenge to Aapko Achha traffic bhi milega jisse aapko adsense ke Reapply ke liye help milega
Ise bhi Jaane :-
० Paid Apps Ko Free Download Kaise Kare
• Apne Website Ki Speed Kaise Check Kare