aapko nayi jankari dene ja raha hu
dosto phone me ek hi system fonts hota hai jo normal fonts hota hai jisse aap boor ho jaate hai iske liye
aapko phone rooted hona chahiye
dosto aapko isi ke baare me ye post hai ise aap follow kare
Font Change Karne Ke Liye Kya – kya Jaruri Hai
Aapko font Change Karne ke liye upyogi 2 Chij hai
० Rooted Mobile
० Ifont Application
Android Phone Ki System Fonts Ko kaise Change Kare
Ab aapko batunga ki
Step 1.
Sabse pahle aap Ifont application download kare
< Step 2.
Ab aapka phone Rooted Hona Chahiye agar aapka phone Root Nahi Hai To
Pade Ye Post
•
Step 3. Uske baad ifont application open kare
Step 4. open karne ke baad aapko fonts list show hogi jo aapko fonts pasand aaye use choose kare
Step 5. Ab apne choose kiye hue font ko download kare
Step 6. Download hone ke baad set ke button par click kare
Step 7. click Karte hi Root Ka option show hoga usme aapko allow par click karna hai
Step 8.
Ab aapka phone Restart Hoga jo Aap font selected kiye the wo show hone lagega
Ise bhi Jaane :-
• Paid Apps Ko Free Me Download Kaise Kare

Dosto aapko ye post kaisa laga hame jarrur bataye mujhe ummid hai ki apko post achha laga hoga apne dosto ko share kare dosto agar aap Guset Post karna chahte hai to comment karke baat kar sakte hai